Banda Lyrics

Banda Lyrics

Na Rukta Hai Na Mudta Hai

Bas Chalta Rehta Hai

Na Sunta Hai Na Kehta Hai

Bas Karta Rehta Hai

Bas Karta Rehta Hai

Puchhega Itihaas Kabhi

Kya Banda Hai Yeh

Rabb Ka Banda Hai Yeh

Sabka Banda Hai Yeh

Rabb Ka Banda Hai Yeh

Ho Sabka Banda Hai Yeh

Meetha Mila Koyi Kadwa Mila

Lamha Lamha Woh Sab Jee Gaya

Bekhauf Bedaag Fauji Jaise

Vardi Pe Vatan Si Gaya

Ho Dhoondhega Waqt Isey

Gazab Ka Banda Hai

Rabb Ka Banda Hai Yeh

Sabka Banda Hai Yeh

Rabb Ka Banda Hai Yeh

Ho Sabka Banda Hai Yeh

Banda Sabka Banda

Rabb Ka Banda Hai Yeh

Banda Sabka Banda

Sabka Banda Hai Yeh

Leave a comment