Doobey Lyrics

Doobey Lyrics

Tera Mera

Dono Ka Dil Besabar

Basabar Besabar

Shamon Sheher

Dono Ka Dil Bekhabar

Bekhabar Bekhabar

Lo Kashtiyan Humari Yun Takra Gayi

Lehar Lehar Dono Ka Dil Besafar

Besafar Besafar

Haan Doobey Haan Doobey

Haan Doobe Ek Dooje Mein Yahan

Haan Doobey Haan Doobey

Haan Doobe Uff Yeh Gehraiyaan

Haan Doobey Haan Doobey

Haan Doobey Ek Dooje Mein Yahan

Hai Saanson Mein Samandar

Hai Dil Mein Dhuaan

Dheere Dheere Aise Gire Bijliyan

Tu Bhi Main Bhi Beasar

Bheege Bheege Dekho Roohein

Is Qadar Beasar Beasar

Lo Apne Kinare Yun Takra Gaye

Lehar Lehar Dono Ka Dil Besafar

Uff Yeh Gehraaiyaan

Haan Doobey Haan Doobey

Haan Doobe Ek Dooje Mein Yahan

Haan Doobey Haan Doobey

Haan Doobe Uff Yeh Gehraiyaan

Haan Doobey Haan Doobey

Haan Doobey Ek Dooje Mein Yahan

Hai Saanson Mein Samandar

Hai Dil Mein Dhuaan

Reh Jayega Kya

Jo Beh Gaye Yahan

Chal Beh Jaaye Yahan

Ho Jayega Kya

Jo Kho Gaye Yahan

Chal Kho Jaaye Yahan

Haan Doobey Haan Doobey

Haan Doobe Ek Dooje Mein Yahan

Haan Doobey Haan Doobey

Haan Doobe Uff Yeh Gehraiyaan

Haan Doobey Haan Doobey

Haan Doobey Ek Dooje Mein Yahan

Hai Saanson Mein Samandar

Hai Dil Mein Dhuaan