Lamha Lyrics

Lamha Lyrics

Teri Nigahon Se

Milke Subah Meri Guzar Gayi

Nikhar Gayi Yoon

Tere Khayalon Ki

Dheemi Si Aahatein Guzar Gayi

Idhar Kahin Yoon

Yeh Raaz Dekho Zara

Hai Bann Gaya Aisa Mera

Na Koyi Gila Na Gumaan

Hai Mil Gaya Saya Tera

Kaisa Lamha Hua Yeh Mera

Main Tha Jo Tanha

Hua Hoon Poora

Kaisa Lamha Hua Yeh Mera

Main Tha Jo Tanha

Hua Hoon Poora

Dheere Se Pal Mein

Khoye Hue Hum

Kaise Kareeb The Aaye

Chupke Se Saare Beete Hue Gham

Khushiyon Mein Hai Samaye

Yeh Yaadon Ka Silsila

Hai Bann Gaya Aisa Mera

Na Koyi Gila Na Gumaan

Hai Mil Gaya Saaya Tera

Kaisa Lamha Hua Yeh Mera

Main Tha Jo Tanha

Hua Hoon Poora

Kaisa Lamha Hua Yeh Mera

Main Tha Jo Tanha

Hua Hoon Poora

Tumse Mere Yeh Din Hain Dhale

Tumse Naye Sapne Hain Mile

Ab Rehna Hain Yahan

Ab Tera Hai Mera Aasmaan Haan Aa

Kaisa Lamha Hua Yeh Mera

Main Tha Jo Tanha

Hua Hoon Poora

Kaisa Lamha Hua Yeh Mera

Main Tha Jo Tanha

Hua Hoon Poora