Hero Lyrics

Hero Lyrics

Tu Zinda Hai

Tu Zindagi Ki Jeet Mein Yaqeen Kar

Agar Kahin Hai Swarg Toh

Utaar La Zameen Par

Tu Zinda Hai

Tu Zindagi Ki Jeet Mein Yaqeen Kar

Agar Kahin Hai Swarg Toh

Utaar La Zameen Par

Ghamon Ke Aur Char Din

Sitam Ke Aur Char Din

Guzar Bhi Jayenge Yeh Din

Guzar Gaye Hazaar Din

Hero

Hero

Banega Kal Tera Hai Kal

Hero

Banega Kal Banega Kal

Hero

Hai Tera Kal Hai Tera Kal

Humare Karwaan Ko

Manzilon Ka Intezaar Hai

Yeh Aandhiyon Ye Bijliyon

Ki Peeth Par Sawaar Hai

Haan Humare Karwaan Ko

Manzilon Ka Intezaar Hai

Yeh Aandhiyon Ye Bijliyon

Ki Peeth Par Sawaar Hai

Tu Aa Kadam Mila Ke Chal

Chalenge Ek Saath Hum

Agar Kahin Hai Swarg Toh

Utaar La Zameen Par

Hero

Hero

Banega Kal Tera Hai Kal

Hero

Banega Kal Banega Kal

Hero

Hai Tera Kal Hai Tera Kal

Hero

Hero

Hero