Bhootni Lyrics

Bhootni Lyrics

Haaye Kya Mera Lena Dena

Manmohini Se

Ho Kya Mera Lena Dena

Manmohini Se

Maine Bhootni Bhootni

Bhootni Ko Dil Diya

Bhootni..

Laanat Huzoor Hirani Pe Morni Pe

Laanat Huzoor Hirani Pe Morni Pe

Maine Bhootni Bhootni

Bhootni Ko Dil Diya

Bhootni..

Haan Kiya Hai Khud Ko Raazi

Agli Pooranmashi

Aane Ka Yaaron Main Wait Karunga

Banegi Prem Kahani

Milegi Bhooton Ki Rani

Main Usey Date Karunga

Kiya Hai Khud Ko Raazi

Agli Pooranmashi

Aane Ka Yaaron Main Wait Karunga

Banegi Prem Kahani

Milegi Bhooton Ki Rani

Main Usey Date Karunga

Taanka Bhida Hai

Taanka Bhida Hai Dayan Heroine Se

Se Se Seeeee

Taanka Bhida Hai Dayan Heroine Se

Maine Bhootni Bhootni

Bhootni Ko Dil Diya

Bhootni..