Taare Ginn Lyrics

Taare Ginn Lyrics

Jasbe Hua Hai Ye Acha Sa Lagta Hai

Dil Ho Gaya Fir Se Bacha Sa Lagta Hai

Ishq Rago Mein Jo Behta Rahe Jaake

Kano Mein Chupke Se Kehta Rahe

Taare Ginn, Taare Ginn

Soye Bin Saare Ginn

Ek Haseen Maza Hai

Maza Hai Ya Saza Hai Ye

Jasbe Hua Hai Ye Acha Sa Lagta Hai

Dil Ho Gaya Fir Se Bacha Sa Lagta Hai

Ishq Rago Mein Jo Behta Rahe Jaake

Kano Mein Chupke Se Kehta Rahe

Taare Gin, Taare Gin

Soye Bin Saare Gin

Ek Haseen Maza Hai

Maza Hai Ya Saza Hai Ye

Roko Ise Jitna Mehsoos Ho Ye Utna

Dard Zara Sa Hai Thoda Dawa Sa Hai

Ismein Hai Jo Taira Wo Hi Toh Duba Hai

Dhokha Zara Sa Hai, Thoda Wafa Sa Hai

Ye Wada Hai, Ya Iraada Hai

Kabhi Ye Zyada Hai, Kabhi Ye Aadha Hai

Taare Gin, Taare Gin

Soye Bin Saare Gin

Ek Haseen Maza Hai

Maza Hai Ya Saza Hai Ye