Kya Yehi Pyaar Hai Lyrics

Kya Yehi Pyaar Hai Lyrics

Na Jaaga Na Soya

Kahan Main Hoon Khoya

Samajh Mein Na Aata

Hai Kuchh Lekin

Tumhare Bina Ek Bhi Saans Lena

Hai Mere Liye Ab Toh Naamumkin

Chalta Hi Rehta Teri Ore Yeh Dil

Ek Pal Theharta Nahi

Kya Yehi Pyaar Hai

Haan Yehi Pyaar Hai

Dil Tere Bin Kahin Lagta Nahi

Waqt Guzarta Nahi

Kya Yehi Pyar Hai

Haan Yehi Pyar Hai

Main Teri Har Baat Mein

Haan Mein Haan Milata Hoon

Tu Jahan Bhi Jaati Hai

Main Wahin Pe Aata Hoon

Dhadka Hai Aise

Tumhein Dekh Ke Dil

Sambhale Sambhalta Nahi

Kya Yehi Pyar Hai

Haan Yehi Pyar Hai