Shaamein Lyrics

Shaamein Lyrics

Tum Kuch Kaho

Na Hum Kuch Kahein

Haan Bas Yun Hi

Baatein Hoti Rahein

Nazdeekiyan Thodi Badha Le

Chalo Aao Milke Chura Le

Shaamein Kai Aisi Shaame

Chalo Hum Chura Le

Kayi Aisi Shaame

Shaame Kai Aisi Shaame

Chalo Hum Chura Le

Kayi Aisi Shaame

Sadiyon Se Maine Band Kiye Jo

Darwaje Dil Ke Wo Khule Subah

Seene Mein Mere Patthar Sa Tha Jo

Karne Laga Wo Ab Tujhse Pyaar

Kiya Khud Ko Tere Hawale

Chalo Aao Milke Saja Le

Shaame Kai Aisi Shaame

Chalo Hum Chura Le

Kai Aisi Shaame

Shaame Kai Aisi Shaame